WordPress ke Liye Top 10 Useful Plugins
1 Yoast seo
Dosto blogg ka jo sub se main part hota h vo seo hai is liye wordpress ka plugin ki list me maine yoast seo plugin ko frist pe rakha hai yoast seo plugin bahut hi power full plugin h is plugin ka jarye hum apne blog ka seo karke post ko rank kara sakte hai is plugin ko install karne ka uper diya link pe click kare ya wordpress ka plugin section me yoast seo likh kar search kare
2 Akismet
Dosto is plugin ko wordpress ko banane wali company automattic nae banaya hai dosto agar aap ki website wordpress per hai to aap jaante hi hoga ki wordpress me me kitne spam comment aate hai ya plugin aapki website per spam comment aane se rokta hai aur use spam comment ka list me daalta hai
3 Jetpack
Dosto is plugin ko bhi automattic ne hi banaya h ya bahut hi accha aur mera favourite plugin h is plugin se ap apne site ki trafic dekh sakte ho is plugin ka ander aur bhi bahut sare future h jinka aap use kar sakte hai
4 Wp total cache
Dosto wordpress ka wp total cache bhi ek best plugin h dosto is plugin ki madad se aap apne blog ya website ka cache ko clear kar sakte h aur apne blog ki cooding ko mimify bhi kar sakte h jisse site ki speed badh jayegi. wordpress me vaise to cache clean karne ka kai sare plugins h lakin cache clean karne ka liye wp total cache sabse best hai
5 Contact form 7
Dosto contact form 7 bhi wordpress ka ek best plugin hai jiske 1 million active installers hai is plugin ki help se aap best contact form bana sakte hai. vaise to contact form banane ka liye kai sare plugin hai lakin jyada tar log ise plugin ko use karte h kyu ki isse koi bhi beginner asani se form create karke kahi bhi use kar sakta hai.
- Google Search Console Me Blog Ko Kaise Add Kare
- Blog Post Mein Table Kaise Add Kare Puri Jankari 2019
6 Wordfence security
Dosto wordfence security bhi wordpress ka ek acha plugin hai ya humhare blog website ko bahut sare hackers se secured rakhta h aur is plugin se aap apne blog ko scan bhi kar sakte ho aap ki site dawn hone per ya aap ki site pe kuch problem hone par ya plugin aap ko turant hi email karta h aur problem solve hone pe bhi mail karta h aap is plugin ko install kar sate ho
7 Updraftplus backup and restoration
Dosto aap sub to jaante hi hai ki wordpress website me hume daly kuch update ya customize karna hota h ya blogg ki speed ka liye code ko minify karna hota hai aise me kabhi na kabhi aisa jarur hota h ki humari website me kuch problem aa jati h ya hamari website open nahi hoti to us time hume ya updraftplus backup and restoration plugin kaam aata hai is plugin ki help se hum apne website ka backup la sakte h aur problam hone per restoar bhi kar sakte hai.
8 AdSense Integration WP QUADS
Dosto wordpress adsense integration wp quads bhi ek best plugin hai wordpress blog me ad to sabhi log lagate h aap is plugin se ek baar me sabhi jagha ad laga ke bahut hi acha se manage kar sakte hai
9 Redirection
Dosto kabhi kabhi hum jab article edit karte h ya blogger se wordpress pe aati h to hamari article ka link change ho jate h aur vaha pe error aa jata h is plugin ki madad se old link ko apne new link pe redirect kar sakte hai.
- Mobile Number Location Trace Karne Ki Top 10 Best Websites
- Blogger Blog Me Social Share Buttons Kaise Lagaye
10 Smush
Smush bhi ek achcha plugin h iske 1 million active installers hai ya plugin image ko automatic compress kar deta hai. dosto image ki size jitne jyada hogi utna hi slow humara blogg hota h is liye image ki size jitna kam ho utna h achcha h jisse site ki lodding speed fast rahe iske liye aap smush plugin ko install kar sakte ho.
Ya tha wordpress ka top 10 plugins ki list jise aapko apne blog me install karke rakhna hi chahiye aaj jo maine plugin ki list bataye h in plugins ko lagbhag sabhi blogger use karte hai
Kaise lage ya post ager aap ka man me koi sawal h to comment jarur kare aur agger aap blogging me ek beginner h to allhindimehelp.com website bahut kaam aane wali hai ager aap sub mare website per jana chahte hai to yaha click karke ja sakte hai.